Thursday 22 September 2016

20+ Most Popular Sad Muharram Poetry Images

20+ Most Popular Sad Muharram Poetry Images
Muharram Poetry

Aankho ke sahilon pe hai ashkon ka ik hajoom
shayed ghame Hussain ka mosam qareeb hai.
"Khush naseeb hai woh jise shahadat mile
Shahadat khush naseeb hai kh ose Hussain mile"

"Hussain Ka'abe se jate hain karbala ke liye
Khuda ke ghar se jaate hain magar Khuda ke liye"

"Jab bhi kabhi zameer ka soda ho
Dat jao tum Hussain ke inkar ki tarah"

"Ehsas karbala tujhe bhi ho jaye ga aik din
Tanha kisi apne ki maiyat utha kar to daikh"

"Ghar lutana jaan dena koi tujh se seekh jaye
Jaan-e-aalam ho fida aye khanadane Ahle bait"

"Jhukana chaha tha jis sir ko shaam walon ne
Shikast daikhye os sir ko khud utha kar chale"

"Kalaija shaq huwa mazloomiat ki inteha likh kar
Qalam bhi ro dia naam e shaheede karbala likh kar"

"Bhool jain ge har gham, gham tera na bhoolain ge
Karbala na bhoolain ge ba Khuda na bhoolain ge"

Tareekh aesi misal koi dhoond kar laye
Sir tan se ho juda per maut na aaye"

"Lahoo lahu hai zaban-e-qalam bayan ke liye
Yeh gul vhune hain shaheedon ki dastan ke liye"

"Sir qalam karwa kar Hussain ne rahe haq main
Sir buland kar dia Islam ka zamane main"

"Islam ki anghooti sajane ke waste
Heere chun liye hain 72 Hussain ne"

"Na ishq e Hussain, Na zoq e shahadat
Ghafil samajh baitha hai maatam ko ibadat"

"Dil main ghame Hussain hai, seena hai karbala
Behta hai meri aankh se pani furat ka"





Muharram 2016, muharram, poetry, popular muharram poetry, imam hussain poetry, best muharram poetry, latest muharram poetry, muharram shayari, imam ali poetry, imam hassam poetry, ahle bait poetry, aale rasool poetry, ishq poetry, ishq e hussain, mola poetry, nohe, marsiya, dardnaak muharram poetry, heart touching muharram poetry,afsos poetry, ghum shayari, 2 line sad poetry, ishq poetry images, muharram poetry images and wallpapers, all time favorite muharram poetry, karbala poetry, yom-e-aashura poetry, abu bakr siddiq, umar bin khattab, usman, ali bin abi talib, poetries, fatimah zahra poetry, best Islamic poetry, 

No comments:

Post a Comment