Monday 25 November 2019
Kehte Thee Jo Teri Khatir Jaan Bhi Luta Dain Ge Faseeh...
Kehte the jo teri khatir jaan bhi luta dain ge fasi...
Aaj kehte hain mera haath chor do, meri izzat ka sawal hai...
Dosri Baar Bhi Hoti To Tumhi Se Hoti...
Dosri baar bhi hoti to tumhi se hoti...
Me jo bilfarz muhabbat ko dobarah karti...
Suno Meri Aankhain Khareedo ge?...
Suno meri aankhain khareedo ge?
mujhe aik khwab ka badla lena hai...
Itna Bhi Hum Se Naraz Mat Huwa Kar...
Itna bhi hum se naraz mat huwa kar..
Badqismat zaroor hain hum magar bewafa nahi hain.
Meri Aankon Ko Parhne Ka Hunr Seekh....
Meri aankhon ko parhne ka hunr seekh..
Har baat mere yaar batanay ki nahi hoti.
Mohabbat Me Koi Farmaish Na Karna
Mohabbat me koi farmaish na karna
Meri ghurbat ki phir numaish na karna
Jan to muskara kar dun ga agar chaho
Wafa ky nam par hijar azmaish na karna
Khuwabo ki tabeer he badal jati hai
Kabhi khuwabo ki khuwahish na karna
Ankho mai pani daikh kay jal na jai
Daikhna samandar ky qareeb rihaish na karna
Tu nahi pas magar hai dil mai mery shakir
In faslo ki kabhi paimaish na karna
Kitni sardi hai pas kuch bhi nahi...
Kitni sardi hai pas kuch bhi nahi...
Awo aik dosry ko aorh lain hum.
Sardi ky mosam main lagy muhabbat ki thand...
Sardi ky mosam main lagy muhabbat ki thand...
Mujhy tarap ky mangy woh chaye ki tarah.
December hosh kar pagal yeh tujh ko kia huwa aakhir...
December hosh kar pagal yeh tujh ko kia huwa aakhir...
Bina barsy chaly aana yh na aadat thi teri pehly.
Mat dhoondo mujhy is dunya ki tanhai main...
Mat dhoondo mujhy is dunya ki tanhai main...
Sardi bohat hai main hu apni razai main.