Thursday 22 September 2016

Ghame Hussain ko hum roshni samajte hain...

Shaame watan kuch apne shaheedon ka zikar kar
Jin ke lahu se subh ka chehra nikhar gaya

Hussain Ka'abe se jate hain karbala ke liye..

Hussain Ka'abe se jate hain karbala ke liye..

Khuda ke ghar se jate hain magar Khuda ke liye

Khoon se charagh deen ka jalaya Hussain ne..

Khoon se charagh deen ka jalaya Hussain ne..
Rasme wafa ko khoob nibhaya Hussain ne

Khud ko to aik boond bhi paani na mil saka
Karbala ko khoon pilaya Hussain ne

Dil main ghame Hussain hai seena hai karbala...

Dil main ghame Hussain hai seena hai karbala..

Behta hai meri aankh se paani furat ka...

Sir e Hussain mila hai yazeed ko lakin..

Gharoor toot gaya koi martaba na mila..
Sitam ke baad bhi kuch hasile jafa na mila

Sir e Hussain mila hai yazeed ko lakin..
Shikast yeh hai kh phir bhi jhuka huwa na mila

Sir qalam karwa kar Hussain ne rahe haq main...

Sir qalam karwa kar Hussain ne rahe haq main.

Sir buland kar dia Islam ka zamane main....

Shahadat khush naseeb hai jise Hussain mil gaye..

Khush naseeb hai woh jise shahadat mile...

Shahadat khush naseeb hai jise Hussain mil gaye.

Jhukana chaha tha jis sir ko shaam walo ne..

Jhukana chaha tha jis sir ko shaam walo ne..
Shikast daikhye os sir ko khud utha kar chale.


Naame Hussain hashar tak aabad rahe ga...

Naame Hussain hashar tak aabad rahe ga..
Barbad tha yazeed woh barbad rahe ga

Hussain tere khoon ke har qatre se..
Gulshan mere dil ka aabad rahe ga.

20+ Most Popular Sad Muharram Poetry Images

20+ Most Popular Sad Muharram Poetry Images
Muharram Poetry

Aankho ke sahilon pe hai ashkon ka ik hajoom
shayed ghame Hussain ka mosam qareeb hai.

Riwayaton ko nibhane ka tha saleeqa os ko..

Saturday 10 September 2016

Rab se aur kia mangoon? jo tere liye acha ho..

Rab se aur kia mangoon? jo tere liye acha ho..

Tujhe woh sari khushian milain jin ka tujhe tasawar bhi na ho.

Koi mere labon ko bhi laa de....

Koi mere labon ko bhi laa de...

Woh duain jo qabool hoti hain

Mere liye khushion ki dua karte ho...

Mere liye khushion ki dua karte ho..

Tum khud kue mere ho nahi jaate ?

Apne hathon ki lakeeron main tujhe basa kain ge..

Apne hathon ki lakeeron main tujhe basa kain ge..

Tum aik baar jo kaho mujh se kh tum mere ho.....

Tera hi naqsh ubharta raha lakeeron mian..

Tera hi naqsh ubharta raha lakeeron mian..

Uthaye haath jo me ne kabhi dua ke liye...

Muhabbat e pehle safar main meri yehi dua hai...

Muhabbat e pehle safar main meri yehi dua hai kh

Tum ko khushi ke hazaron jazeere milain...

Aur mujh ko teri muhabbat........

Khuda kabhi na kare gham se hamknar tujhe..

Khuda kabhi na kare gham se hamknar tujhe

Yeh dua deta hai dil bar bar tujhe....

Tumhari aarzu ki hai tumhe manga hai jo rab se..

Tumhari aarzu ki hai tumhe manga hai jo rab se..

Mere labon pe rehte ho mere dost tum dua ban kar.

Is ne bhi Madinah daikh lia....

Is ne bhi Madinah daikh lia.

Os ne bhi Madinah daikh lia..

Toot sa gaya mere itebar ka wajood...

Toot sa gaya mere itebar ka wajood...

Ab koi mukhlis bhi ho to yaqeen nahi aata

Tum apni aankhon se sunna meri kahani ko...

Tum apni aankhon se sunna meri kahani ko...

Labe khamosh se izhar karne wala hoon..

Theek se soch samajh kar mujhe rukhsat karna...

Theek se soch samajh kar mujhe rukhsat karna...

Yeh na ho baad main ro ro ke... sada datee raho

Ajeeb tujh se ta'aluq ke mojzee daikhe..

Ajeeb tujh se ta'aluq ke mojzee daikhe..

Qasoor tu ne kia aur me sharamsar huwa

Ik nazar aur idhar daikh maseeha mere..

Ik nazar aur idhar daikh maseeha mere..

Tere beemar ko aaya nahi aaram... abhi

Yaha sab kuch bikta hai zara sanbhal kar rehna...

Yaha sab kuch bikta hai zara sanbhal kar rehna...

Log hawaoon ko bhi beach datee hain "Lays" main bhar kar

Friday 9 September 2016

Thursday 8 September 2016

Ghazal - Baarishain To Hoti Hain..

Baarishain To Hoti Hain..

Zaid mujh se kia poochte ho?

Kue besabab meri aankhain..

Josh Malih Abadi - Zindagi khoob paraishan hai...

"Zindagi khoob paraishan hai, koi kia jae"

Zindagi khoob paraishan hai, koi kia jae
Maut ki larzishe masargan hai koi kia jane

Ramish o rang ke ewan main lailaye hayat
Sirf aik raat ki mehman hai koi kia jane

Inaam Ulhaq Javeed - Rang-e-Zarafat

(Rang e Zaraft)

Jis shaks ko ooper ki kamai nahi hoti
Society is ki kabhi "high" nahi hoti

Tab tak to bhari bazm main lagta hai ma'aziz
Jab tak kh is ne ghazal sunai nahi hoti

Saadullah Shah - Jab talak aik tashangi baqi rahe gi...

Ghazal

Jab talak aik tashangi baqi rahe gi
Tere adar dil kashi baqi rahe gi

Ho koi barbad is se tujh ko kia
Tere rukh per sadgi baqi rahe gi

Allama Iqbal - Haqeeqat-e-Husn

Haqeeqat e Husn By Allama Iqbal

Khuda se husn ne aik roz yeh sawal kia
Jahan main kue na mujhe tu ne lazawal kia

Mila jawan kh tasweer khana hai dunya
Shabe draz e adam ka fasana hai dunya

Juda huwe bohat log, ik tum bhi sahi..

Juda huwe bohat log, ik tum bhi sahi

Ab itni baat pe kia zindagi haram karain

Tujhe sochu to bikhar jaon...

Tujhe sochu to bikhar jaon


Na sochu to kidhar jaon?

Zindagi ki bisaat pe aksar....

Zindagi ki bisaat pe aksar

Jeeti bazi bhi hum ne haari hai

Kaash woh bakra hota....

Kaash woh bakra hota..

Me ghas khilati piyar se..

Seng pakarti..

Aur poochti.

Unhon ne hum se poocha piyar ka matlab....

Unhon ne hum se poocha

piyar ka asli matlab kia hota hai?

Maut ke maron ko to muyasar hote hain hazaron kandhe..

Maut ke maron ko to muyasar hote hain hazaron kandhe

Kon deta hain saath kismat ke maron ka..........

Os ki yaadain..

Os ki yaadain - Aksar meri...

Chaye thandi kar dati hian.

Tum ko yeh kamal hasil hai...

Tum ko yeh kamal hasil hai

Waqat be waqat yaad aate ho.

Sanson ke silsale ko na do zindai ka naam..

Sanson ke silsale ko na do zindai ka naam

Jeene ke bawajood kai log mar gaye...

Izzat aur muhabbat...

Izzat ke rishte .....

Muhabbat se barh ke hote hain.

Me najugnu hu, diya hu, na tara hu...

Me najugnu hu, diya hu, na tara hu
Roshni wale mere naam se jalte kue hain?

Neend se mera ta'aluq hi nahi.... barson se
Khwab aa - aa ke meri chat pe tehalte kue hain?

Talasme misar os ke haseen haathon main...

Talasme misar os ke haseen haathon main

Woh jo banaye to chaye ko jaam kar de..

Phir aik din yehi socha kh khush raha jaye...

Phir aik din yehi socha kh khush raha jaye

Yeh zindagi mujhe wase to rass nahi aati..

Samajh lia meri kafri ko os ne...

Samajh lia meri kafri ko os ne

Ho gai mujh se aakhir muhabbat os ko

Sir jhatakne se kuch nahi ho ga...

Sir jhatakne se kuch nahi ho ga

Hum tere haafze main rehte hain

Hum samandar hain hamain khamosh rehne do...

Hum samandar hain hamain khamosh rehne do

Zara machal gaye to shehar le dooben ge...

Woh bhi kia din thee tere pao ki aahat sun kar..

Woh bhi kia din thee tere pao ki aahat sun kar

Dil ka seene main "dharakna" bhi ghazal jesa tha

Is sadi mai tere honton pe tabassum ki namood...

Is sadi mai tere honton pe tabassum ki namood

Hansne wale tera pathar ka kalaija ho ga....

Mujhe bhi sikha do bhool jane ka hunar...

Mujhe bhi sikha do bhool jane ka hunar

Mujh se raton ko uth uth kar roya nahi jata

Jaun Elia - Wo kia taghayiuraat kay sanchay main dhal gaye..

Wo kia taghayiuraat kay sanchay main dhal gaye
Hum bhi kuch aur ho gaye, hum bhi badal gaye

Kis anjuman main daad talab hon woh kam naseeb
Jo shaam naarsi ke andheron main jal gaye

Wednesday 7 September 2016

Kamal hain naa ! Poem

Kamal hain na!

Sansain meri,

Zindagi meri,

Tujhe ehsas hi kab hai kh kisi dard ka daagh...

Tujhe ehsas hi kab hai kh kisi dard ka daagh

Aankh se dil main utar jaye to kia hota hai

Wahi dil faraib aankhain, wahi dil aawaiz lehja...

Wahi dil faraib aankhain, wahi dil aawaiz lehja...

Tere jhoot per bhi jana mera sach nisar jaye

Jis ka dil Khuda ke khof se khali ho...

Jis ka dil Khuda ke khof se khali ho

Os ka ghar rehmaton se bhar nahi sakta

Muhabbat karo to adab e wafa bhi seekho...

Muhabbat karo to adab e wafa bhi seekho

Farigh waqat ki beqarari muhabbat nahi hoti

Dushman ki nigahon ko hum uthne se pehle jhuka dain ge...

Dushman ki nigahon ko hum uthne se pehle jhuka dain ge

Kamzor samjhe ga jo hamain ose aman ki raah dikha dain ge

Tarap Jata Hai Yeh Dil Mahina Jab Hajj Ka Aata Hai...

Tarap jata hai yeh dil mahina jab hajj ka aata hai

Rawan jab qafile daikhu to dil yeh bhar aata hai

Monday 5 September 2016

Khwahishain Tor Na Dalain Tere Seene Ka Qafas...

Khwahishain tor na dalain tere seene ka qafas

Itne shah zor parindon ko griftar na rakh

Lab Pe Jab Allah Ka Naam Aata Hai...

Lab pe jab Allah ka naam aata hai..

Aaj Kia Purane Gham Muyasar Aaye...

Aaj kia purane gham muyasar aaye

Yaad tum apni inayat se barh kar aaye

Sarwat Hussain - Qandeel-e-Mah o Mahr Ka Aflak Pe Hona...

Qandeel e mah o mahar ka aflak pe hona
kuch is se ziada hai mera khak pe hona

Har subh nikalna kisi deewar e tarb se
har shaam kisi manzil e gham naak pe hona

Parveen Shakir - Yoon Hosila Dil Ne Hara Kab Tha...

Yu hoslah dil ne hara kab tha
Sartan mera sitara kab tha

Lazim tha guzarna zindagi se
Bin zehar piye guzara kab tha

Bashir Badr - Yeh Zard Patton Ki Barish Mera Zawal Nahi...

Yeh zard patton ki barish mera zawal nahi
Mere badan pe kisi doosre ki shaal nahi

Udas ho aik fakhita chehekti huwe
Kisi ne qatal kia hai yeh inteqal nahi

Ahmed Mushtaq - Yeh Kon Khwab Main Chu Kar Chala Gaya Mere Lab...

Yeh kon khwab main vhu kar chala gaya mere lab
Pukarta hu to datee nahi sada mere lab

Yeh aur baat kisi ke labon talak na gaye
Magar qareeb se guzre hain bariha mere lab

Yeh Na Thi Hamari Qismat Kh Wisal e Yaar Hota...

Yeh na thi hamari qismat kh wisal e yaar hota
Agar aur jeete rehte yehi intezar hota

Tere waade per jiye hum, to yeh jaan jhoot jana
Kh khushi se mar na jate ager itebar na hota?

Tu Ne jis Be-dili Se Roka Hai...

Tu ne jis bedili se roka hai
kon aese bhala tehrta hai

Mere hise main kon aya hai
Mujh se barh kar bhi koi sasta hai

Yoon To Kehne Ko Bohat Log Shanasa Mere...

Yu to kehne ko bohat log shanasa mere
Kaha le jau tujhe aye dil e tanha mere

Wohi mehdood sa halqa hai shanasai ka
Yehi ahbab mere hain yehi a'ada mere

Sunday 4 September 2016

Aag Par Rashk Se Me Chak Garaiban Lota...

Aag per rashk se me chak garaiban lota
Khak par waqt kharam is ka jo daman lota

Dil ko azbaskah jo lag abraye kham dar se thi
Dam shamsheer ko me daikh ke aryan lota

Koi Aahat, Koi Janbish Koi Dastak Nahi Hai...

Koi aahat, koi janbish, koi dastak nahi hai

Hamare dashte weeran main, bari fursat ka aalam hai

Ab To Awaz Bhi Do Ge To Nahi Aain Ge...

Ab to awaz bhi do ge to nahi aain ge

Tootne wale qayamat ki anaa rakhte hain

Wafa Main Ab Yeh Hunar Ikhtiar Karna Hai...

Wafa main ab yeh hunar ikhtiar karna hai

Woh sach kahe na kahe itebar karna hai

Yeh tuh ko jagte rehne ka shoq kab se huwa?

Mujhe to khair tera intezar karna hai....

Dil Ne Socha Tha Kh Use Toot Kar Chahain Ge...

Dil ne socha tha kh use toot kar chahain ge.

Sach mano! toote bhi bohat chaha bhi bohat..

Kisi Ne Poocha Jab Tumhara Dil Tora Gaya To...

Kisi ne poocha jab tumhara dil tora gaya to.

Tumhe dard nahi huwa huwa ?

me ne hans ke jawab diya, kh torne wala

itna khush tha kh me apna dard hi bhool gaya..

Chor Jane Ka Ko Dukh Nahi...

Chor jane ka koi dukh nahi

Bas koi aesa tha jis se yeh umeed na thi

Tumhari Yaad Ki Khushboo...

Tumhari yaad ki khusboo, mere daman se lipti hai

Bara acha sa lagta hai tumhe hi sochte rehna...

Kisi Ko Batana Na Kh Bhula Dia Tum Ne...

Kisi ko batana na kh bhula dia tum ne

Hum to logon se yehi kehte hain, tum masroof bohat ho

Na Piyar Karte Na Saza Milti...

Na piyar karte na saza milti..

Na itni wafa karte kh bewafai milti.

Ghairon Ki Baat Aur Hai Aakhir Woh Ghair Hain...

Ghairon ki baat aur hain aakhir woh ghair hain

Apna bana ke aap to ... ruswa na kijye..

Yaadon Ki Zanjeer Se Jakar Late Hain...

Yaadon ki zanjeer se jakar late hain....

Dil se utarte nahi dil main utar jane wale

Me Tujh Ko Jagti Aankhon Se Chu Na Saku Kabhi...

Me tujh ko jagti aankhon se choo na saku kabhi..

Meri anaa ka bharam rakh le mere khwab mein aa

Acha Huwa Tu Bewafa Ho Gaya...

Acha huwa too bewafa ho gaya

Khud gharz log kisi ke nahi hotee

Koi Pal Aesa Nahi Jis Main Tu Yaad Na Aaya Ho...

Koi pal aesa nahi jis main too yaad na aaya ho

Sach kahoon meri har sans ghulam hai teri...

Lafzon Ki Takmeel Ka Khayali Mujassam Ho Tum...

Lafzon ki takmeel ka khayali mujassan ho tum

Ager tum na hoti to yeh alfaz bhi na hote...

Jure Huwe Hain Abhi Toot Ke Nahi Bikhre...

Jude huwe hain abhi toot ke nahi bikhre

Bichar kar tujh se teri aarzu main zindah hain

Teri Muskan Tera Lehja, Tere Masoom Se Alfaz...

Teri muskan tera lehja, tere masoon se alfaz

Kia kahoon bas bohat yaad aate ho tum...

Aik Din Mehsoos Ho Ga Tumhain...

Aik din....

Mehsoos ho ga tumhe...

Mera hona kia tha...

Mera na hona kia hai..

Wazan Hai Kh Control Hi Nahi Hota...

Wazan hai kh control hi nahi hota..

Zalima Coca cola chupa dee....  :-)

Mujhe Tum Se Muhabbat Hai...

Suno!

Mujh se nahi hota...

Dalilain du, misalain du..

Meri Aankhon main likha hai..

Mujhe tum se muhabbat hai....

Har Niwala Shumar Ho Jis Main...

Har niwala Shumar ho jis main

Muflasi woh hisab hoti hai...

Aik Lafz Muhabbat Ka...

Aik lafz muhabbad ka!

Aik harf tasalli ka..

Khud apne liye me ne likha to bohat roya..

Suno Tumhara Kuch Saman Baqi Hai Mere Pass ...

Suno tumhara kuch saman baqi hai mere pass

Bewafai, berukhi, sard lehja aur talakh yadain...

Me Pagal Ho Jata Hoon ...

Me pagal ho jata hu ..

Jab woh pagal hansti hai...

Use Gila Hai Kh Me Os Ko Daikhta Nahi Hoon ...

Use gila hai kh me os ko daikhta nahi hoon

Mujhe dar hai kh woh aankho main doob jaye ga.

Yeh Riyzat Hai Meri Barson Ki ...

Yeh riyzat hai meri barson ki

Bansari main to sar nahi hotee

Dil Main Aik Khalash Aik Khalah Hai ...

Dil main aik khalash ik khalah hai

Jab woh mera nahi to kis ka hai ...

Aaj Aansu Tum Ne Poonche Bhi To Kia Huwa ...

Aaj aansu tum ne punche bhi to kiya huwa

Yeh to apna umar bhar ka kaam hai....

Khud Ko Masroof Samajhte Ho Zara Ik Baat Bhi Sun Lo ...

Khud ko masroof samajhte ho zara aik baat bhi sun lo

Jis di n hum huwe masroof tumhe shikwe bht hon ge..

Chale Jain Ge Unqareeb ....

Chale jain ge unqareeb tujhe tere haal pe chor kar

Qadar kia hoti hai tujhe waqt hi sikha de ga .......

Barishain To Hoti Hain ...

Zaid mujh se kia poochte ho?

Kue be sabab meri aankhain ...

Bain kar ke roti hain ...

Ab Dhalak Jaye Na Aankhon Se Aao To Sahi ...

Sham utri to kai yeh zakhm dikhao to sahi
Teri tasweer ka hathon se bnao to sahi

Mosam e gul pe aaj khizan hai bhari
Jane kis simt se yeh dard bhi jao to sahi

Saturday 3 September 2016

Ap Ka Hukam Tha So Tark Muhabbat Hai Hazoor ...

Aese main aas kamil jaye woh aao to sahi
Zeezast ka zehar bhi hans hans ke pilao to sahi

Hum milain hain to marasam ki hifazat kar lain
Meri taqdeer ka yeh kesa bnao to sahi

Tere Salook Se Koi Shikayat Nahi Khuda Ki Qasam ...

Tere slook se koi shikayat nahi Khuda ki qasam

Mere khaloos main hi shayed koi kami ho gi...

Mila Tha Aik Dil Jo Tum Ko De Diya ...

Mila tha aik dil jo tum ko de dia

Hazaron bhi hote to tere liye hote

Tanha Zindagi To Sabhi Jee Late Hain ...

Tanha zindagi to sabhi ji late hain
Mil kar jeena kisi kisi ko aata hai

Ik pal k apiya to sabhi kar late hain
Zindagi bhar ka piyar nibhana kisi kisi ko aata hai

Tu Ager Badguman Ho Jaye ...

Tu ager badguman ho jaye
Yeh zameen asman ho jaye

Os ki yadon ke saye main rahye
Zindagi asan ho jaye