Sunday 4 September 2016

Wafa Main Ab Yeh Hunar Ikhtiar Karna Hai...

Wafa main ab yeh hunar ikhtiar karna hai

Woh sach kahe na kahe itebar karna hai

Yeh tuh ko jagte rehne ka shoq kab se huwa?

Mujhe to khair tera intezar karna hai....


Intezar Shayari

No comments:

Post a Comment