Thursday 22 September 2016

Khoon se charagh deen ka jalaya Hussain ne..

Khoon se charagh deen ka jalaya Hussain ne..
Rasme wafa ko khoob nibhaya Hussain ne

Khud ko to aik boond bhi paani na mil saka
Karbala ko khoon pilaya Hussain ne


Aese namaz kon parhe ga jaha main
Sijdah kia to sir na uthaya Hussain ne

No comments:

Post a Comment