Sunday 4 September 2016

Ab Dhalak Jaye Na Aankhon Se Aao To Sahi ...

Sham utri to kai yeh zakhm dikhao to sahi
Teri tasweer ka hathon se bnao to sahi

Mosam e gul pe aaj khizan hai bhari
Jane kis simt se yeh dard bhi jao to sahi

Log karte hain zamane maun wafa ki batain
Ab dhalak jaye na aankhi se aao to sahi

Chand kaate ga kaha raat suhani apni
Chand chehre pe ager is ko sajao to sahi

Mosam e gul pe bhi kue aaj khizan he bhari
Jane kis simt se ye dard lagao to sahi

Me bhi rakh du gi yaha phor ke aankhain apni
Meri aankhon ma to sab rang milao to sahi

Kon parhta he yaha dard kahani washma
Mere is naam ko bhi ghao lagao to sahi

No comments:

Post a Comment